Sunday, 3 August 2014


میرے پیارے دوستوں میرے پاس ایک ویب سائٹ ہے
میں سوچ رہا تھا کے آپ لوگوں کو شیر کرتا چلوں
میں نے اس سے بہت سے سوفٹویر ڈونلوڈ کیے ہیں
آپ بھی اپنا کام آسان کریں
اسکا نام ہے
.............................................
CILK HERE
............................................

Wednesday, 25 December 2013

Tujhe Sochta Hoon Lyrics

Tujhe sochta hoon main shaam-o-subah 
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya

Tere hi khyaalon mein dooba raha 
Isse zyada tujhe aur chahoon toh kya 

Bus saare gum mein jaana Sang hoon tera
Har ik mausam mein jaana Sang hoon tere

Ab itne intihaan bhi Na le mere 
Aa..Sang hoon tere 
Aa..Sang hoon tere 
Aa..Sang hoon tere 

Meri dhadkanon mein Hi teri sadaa
Iss kadar tu meri Rooh mein bus gaya 

Teri yaadon se Kab raha mein judaa 
Waqt se pooch le Waqt mera gawaah 

Bus saare gum mein jaana Sang hoon tere
Har ik mausam mein jaana Sang hoon tere 

Ab itne intihaan bhi Na le mere 
 Aa..Sang hoon tere 
Aa..Sang hoon tere 
Aa..Sang hoon tere 

Tu mera thikaana Mera aashiyaana 
Dhale shaam jab bhi Mere paas aana 

Hai baahon mein rehna Kahin ab na jaana 
Hoon mehfoos inme Bura hai zamaana

Bus saare gum mein jaana Sang hoon tera 
Har ik mausam mein jaana Sang hoon tere 

Ab itne intihaan bhi Na le mere 
Aa..Sang hoon tere 
Aa..Sang hoon tere 
Aa..Sang hoon tere